Tuesday, October 19, 2010

डूबेगा किनारा लेकिन, लहरें वापस हो जाएंगी
लहरों की मंजिल है सागर, उसमे ही सिमट जाएंगी
किनारों पर तेरा नाम लिखा है, लिखा ही रहेगा
दिल की उमंगें , बारहा उसे छू के पलट आएंगी

6 comments:

  1. Doobega kinara lekin, lehrein wapas ho jaengi
    lehro ki manzil hai sagar, usme hi simat jaengi
    kinaro pe tera naam likha hai, likha hi rahega
    dil ki umange use, barha chhoo ke palat aaengi

    ReplyDelete
  2. kinaro pe tera naam likha hai, likha hi rahega
    dil ki umange use, barha chhoo ke palat aaengi

    waah waah..dil chhoo liya...kya kahoon..bahtareen shayeri ki peshkash hai...bahat khubsurat..dilke armaano ko bakhubi zeenat bakhshi.

    ReplyDelete
  3. satyender...tune yeh aapne aap likha hae kee copy paste maara hae aagar maara hae toh kaha see.

    ReplyDelete
  4. @neetu,
    mere blog meri khud ki creations rehti hai.
    ye sari poetry meri khud ki likhi hai.

    ReplyDelete
  5. bahut bahut shukriya faiz bhai :)

    ReplyDelete
  6. Ultimate Satya bhai..keep it up :)

    Socha nahin dil lagaane se pehle,
    Apna aap gavaane se pehle...

    Hum tumse dil laga ke, apne hi dil se lade rahe,
    Tu mausam ki tarah badal gayi, aur hum padon ki tarah khade rahe...

    Padon = trees

    ReplyDelete