डूबेगा किनारा लेकिन, लहरें वापस हो जाएंगी लहरों की मंजिल है सागर, उसमे ही सिमट जाएंगी किनारों पर तेरा नाम लिखा है, लिखा ही रहेगा दिल की उमंगें , बारहा उसे छू के पलट आएंगी
Doobega kinara lekin, lehrein wapas ho jaengi lehro ki manzil hai sagar, usme hi simat jaengi kinaro pe tera naam likha hai, likha hi rahega dil ki umange use, barha chhoo ke palat aaengi
Doobega kinara lekin, lehrein wapas ho jaengi
ReplyDeletelehro ki manzil hai sagar, usme hi simat jaengi
kinaro pe tera naam likha hai, likha hi rahega
dil ki umange use, barha chhoo ke palat aaengi
kinaro pe tera naam likha hai, likha hi rahega
ReplyDeletedil ki umange use, barha chhoo ke palat aaengi
waah waah..dil chhoo liya...kya kahoon..bahtareen shayeri ki peshkash hai...bahat khubsurat..dilke armaano ko bakhubi zeenat bakhshi.
satyender...tune yeh aapne aap likha hae kee copy paste maara hae aagar maara hae toh kaha see.
ReplyDelete@neetu,
ReplyDeletemere blog meri khud ki creations rehti hai.
ye sari poetry meri khud ki likhi hai.
bahut bahut shukriya faiz bhai :)
ReplyDeleteUltimate Satya bhai..keep it up :)
ReplyDeleteSocha nahin dil lagaane se pehle,
Apna aap gavaane se pehle...
Hum tumse dil laga ke, apne hi dil se lade rahe,
Tu mausam ki tarah badal gayi, aur hum padon ki tarah khade rahe...
Padon = trees